Makhmali Lyrics – Arijit Singh | Akshay kumar

Mastiorzo
By -



Makhmali Song Lyrics is Latest Hindi song sung by Arijit Singh, Shreya Ghoshal
 from the Bollywood Movie Prithviraj:  The Music Video featuring are Akshay Kumar Manushi Chhillar and the music is given by Shankar-Ehsaan-Loy and Makhmali song lyrics are penned down by Varun Grover.

Makhmali Lyrics (Prithviraj) – Arijit Singh

Pehli dafa jo mili hai

Ye shaam hai baawli si

Tu saath hai to piya ji

Rait bhi hai makhmali si


Pehli dafa jo mili hai

Ye shaam hai baawli si

Tu saath hai to piyaa ji

Rait bhi hai makhmali si


Tasveer se bahar

Tu yoon aaya hai

Tu yoon aaya hai tasveer se bahar


Ye ambar nadiyaan

Sab man ki galiyaan

Haan ambar nadiyaan

Mann ki galiyaan sab ho gaye


Makhmali makhmali

Pyaar tera makhmali

Makhmali makhmali

Pyaar tera makhmali

Saawre tera sath hai saawre


Tere sung hum jugnu bhi taare

Tere sung meethe poore sare

Tere sung humne jo manga hai

Sab mukammal huaa


Ho tere rashte pe jo chale hain

Teri aadaton mein yu dhale hain

Tere sung hai to hum bhale hai

Ye humko hassil huaa


Main prem ki chaaya

Tu puri kaaya

Hum chaav kaaya

Ek dooje main kho gaye


Teri saans ki dustak

Se jaan ki hadd tak

Haan sans se lekar

Jaan ki hadd tak

Hum ho gaye


Makhmali makhmali

Pyaar tera makhmali

Makhmali makhmali

Pyaar tera makhmali


Makhmali makhmali

Pyaar tera makhmali