Teri Galliyon Se Lyrics Meaning in English – Jubin Nautiyal

Mastiorzo
By -

Teri Galliyon Se Lyrics Meaning in English the Song is Sung by Jubin Nautiyal is latest Hindi song featuring are Gurmeet Choudhary and Arushi Nishank and the music of the Song has given by Meet Bros while Teri Galiyon Se song lyrics are penned down by Rashmi Virag. The music video directed by Navjit Buttar.


Teri Galliyon Se Lyrics – Jubin Nautiyal

Meri Mohabbat Mein

Kami Jo Nazar Aaye

Saaf Saaf Keh Dena

Kasam Hai Tujhe


Teri Nigahon Mein

Jo Aansu Kabhi Aaye

Wahin Jaan De Dunga

Kasam Hai Mujhe


Mujhsa Dobara Koi

Aashiq Na Aayega

Baat Ye Samajh Mein Kyun Na

Aaye Tujhe


Ik Din Jamana Mere

Kisse Sunayega

Alag Tha Deewana Jisne

Chaha Tujhe


Teri Galliyon Se

Teri Galiyon Se Uthega

Janaja Jab Mera

Log Saare Uth Uth Ke

Salam Karenge


Teri Galiyon Se Uthega

Janaja Jab Mera

Log Saare Uth Uth Ke

Salam Karenge


Tanhaaion Mein Mera

Naam Gunguna Lena

Khwabon Mein Aa Jaunga

Milne Tujhe


Teri Galliyon Se

Teri Galiyon Se Uthega

Janaja Jab Mera

Log Saare Uth Uth Ke

Salam Karenge


Teri Galiyon Se Uthega

Janaja Jab Mera

Log Saare Uth Uth Ke

Salam Karenge


Jism Jalega Raakh Bachegi

Rooh Magar Ye Tere Paas Rahegi

Din Bhi Dhalega Rut Badlegi

Lekin Mohabbat Meri Mit Na Sakegi


Fir Se Tumhari Khatir

Duniya Mein Aayenge

Gair Ka Na Hone Denge

Yaara Tujhe


Teri Galliyon Se

Teri Galiyon Se Uthega

Janaja Jab Mera

Log Saare Uth Uth Ke

Salam Karenge


Teri Galiyon Se Uthega

Janaja Jab Mera

Log Saare Uth Uth Ke

Salam Karenge


Yaadon Mein Meri

Na Aansu Bahana

Marke Bhi Mujhko

Hai Ishq Nibhana


Main Khushbu Sa Banke

Hawaon Mein Lipat Ke

Chuunga Tujhe


Duniya Se Door Chala Hoon Magar

Meri Rooh Tumhare Hi Paas Rahegi

Poori Tarah Se Bichad Nahi Paunga

Yaara Mere


Fir Se Janam Lekar Main

Tere Paas Aaunga

Hath Dil Pe Rakh Ke Apne

Bulana Mujhe


Teri Galliyon Se

Teri Galiyon Se Uthega

Janaja Jab Mera

Log Saare Uth Uth Ke

Salam Karenge


Teri Galiyon Se Uthega

Janaja Jab Mera

Log Saare Uth Uth Ke

Salam Karenge

Tags: