Laut Aana Lyrics Meaning In English – Karan Aujla

Mastiorzo
By -

Laut Aana Lyrics Meaning In English the Song is Sung by Karan Aujla is  the Latest Brand New Hindi Song the Music Video featuring by are Karan Aujla, Tanu Grewal  the Music of the Song has given by Avvy Sra. While Laut Aana song lyrics are penned down by Karan Aujla and and the Music video is published by DRJ Records

Laut Aana Lyrics – Karan Aujla

Bade Kambakht Ho Aap

Namaz Ke Waqt Pe Yaad Aate Ho

Bade Kambakht Ho Aap

Namaz Ke Waqt Pe Yaad Aate Ho


Agar Aap Ko Ye Laga

To Bilkul Galat Laga

Ke Aap Khuda Ke Baad Aate Ho

Ke Aap Khuda Ke Baad Aate Ho


Tera Pyaar Mere Liye Jhooth Sahi

Tu Nafrat Ka Toh Pakka Tha

Tu Jhooth Kabhi Nahi Bolega

Tera Yahi Jhooth Hi Sacha Tha


Tera Laut Aana Bhi Bura Nahi

Tera Chhod Jana Bhi Acha Tha

Tera Laut Aana Bhi Bura Nahi

Tera Chhod Jana Bhi Acha Tha


Jab Iss Baar Tum Aaoge

Wo Baat Nahi Hogi

Agar Ye Raat Nahi Hogi

Toh Woh Mulaqat Nahi Hogi


Haan Kyunki Raat Wo Tere Sath

Teri Aukaat Nahi Hogi

Tujhe Pata Thi Meri Majboori

Par Tu Konsa Bacha Tha


Teri Dua Mein Shamil Aur Koyi

Par Tu To Mera Pakka Tha


Tera Laut Aana Bhi Bura Nahi

Tera Chhod Jana Bhi Acha Tha

Tera Laut Aana Bhi Bura Nahi

Tera Chhod Jana Bhi Acha Tha


Jis Kisi Ke Naam Hai Tu

Tujhe Mod Ke Aayenge

Tere Bane Huye Rishte

Na Todke Aayenge


Dil Kiya Toh Bol Dena

Tujhe Chhod Ke Aayenge

De Maut Chala Aur Laut Chala

Iss Baar Bhi Tera Pakka Tha


Tum Bhul Gaye Ki Main Tash Hoon

Tu Isi Taash Ka Patta Tha


Tera Laut Aana Bhi Bura Nahi

Tera Chhod Jana Bhi Acha Tha

Tera Laut Aana Bhi Bura Nahi

Tera Chhod Jana Bhi Acha Tha


Jab Pyar Tha Tab Baat Aur Thi

Ab To Aap Vyapar Kar Rahe Hai

Jab Pyar Tha Tab Baat Aur Thi

Ab To Aap Vyapar Kar Rahe Hai


Tabhi Toh Jaate Waqt

Nuksan Nafa Bol Diya Tha

Aap Kabhi Aapni Kamiya Hi Nahi Bole

Varna Khuda Ke Samne Kabool Hai

To Teen Dafa Bol Dia Tha

Teen Dafa Bol Dia Tha


Jaise Hume Koyi Nahi Mila

Aap Ko Bhi Sabhi Nahi Milenge

Khuda Hafiz Aujla Ji

Aaj Ke Bad Kabhi Nahi Milenge

Kabhi Nahi Milenge